Godaddy free domain or hosting
kaise (kharide) buy kare.
Hii friends ajke topic me hum “ godaddy.com se
domain name kaise purchase kare or uske sath godaddy se hosting kaise kharide
iske bareme aj mai aapko is post me batane vala hu or ek advance tips hai agar
aap godaddy se domain name rajister karte hai to aapko ek domain name free me
diya jata hai “ so agar aapko
hosting ke sath sath ek free domain name bhi mile to kitna accha hai na so is
post ko last tak read kare or ‘web hosting’ ke sath sath sath free domain bhi buy kare .
note: jab aap hosting buy karege tabhi aapko ek free domain godaddy ke taraf se diya jayega. ya fir aap is hi site per se godaddy se 99 rupees me domain buy kar sakte hai. mai ye notification is liye de raha hu kyuki kuch log mere titles ko samaj nahi pa rahe hai .

Agar aap ek blogger hai or apko agat hai ki
aap blogger par rehkar bhi acche paise kama sakte hai magar aisa nahi hai aap
koi or hosting plan choose kijiye ye mai kyu kkeh raha hu kyuki hert koi old
blogger ho ya new blogger ho vo website per comment karke puchte hai ki sir
hamare site ki adsense cpc increase kyu nahi ho rahi hai only 0.04 se 0. 07 tak
hi cpc milti hai.
so isak reason yahi hai ki aapko koi achasa hosting plan lena hai. So aj mai aapko free domain or hosting kaise kharide uske bareme puri deatils me jankari share karne vala hu vo bhi kuch aise simple step me aapko batauga jisse aapko hosting kharidneme asani hogi.

So is post me mai aapko paid hosting ke
bareme bata raha hu agale post me aapko free hosting ke bareme batauga ki aap
kaise wordpress blog ke liye free
hosting le sakte hai oor apne blogger ke site ko wordpress blog per migrate kar
sakte hai. So chaliye freinds sabse
pehle aapko godaddy open karna hai niche mai aapko step by step or photo ke
sath information duga carefully read
kare . sabse pehle hosting kaise kharide uski process niche hai step by step follow kare...
free me domain or hosting kaise purchase kare.
1. Sabse pehle google chrome me www.godaddy.com site
ko open karle . agar aapne abhitak godaddy per acccount create nahi kiya hai to
create karle . account banaya hai to sign in karle .
2. Go daddy open ho jane ke baad aapko jo uper
me domain ,website hosting dikhai de
rahe hai unmes eaapko hosting par click karna hai .hosting par click karne
per aapke samne ek new window open ho jayegi usme aapko jaisa ke maine image me
dikhaya hai linux hosing par click karna hai
linux hosting aapko kyu buy karna hai kyuki ye hosting bahut strong or best hai
isame aap visiters ko handle kar sakte hai . aage chalkar aapko feature me koi
problems na aaye isliye linux hosting buy kare . aapne dekha hoga ki bahut se
site jo hai vo down ho jate hai iliye aapke liye linux hosting best rahegi.
3. Abhi aapke samne kuch plan open hoge ki aap
kis liye website banana chahte hai jaise starter, economy, delux,ultimate , is
tarah se aapko 4 plan diye jayege usmese
apko Economy per click karna hai yaneke select karna hai .aap
aapke hisab se hosting le sakte hai
chahe to aap delux par click karke ya fir
ultimate ka plan bhi choose kar sakte hai. So mai yaha economy par add to cart par click kar raha hu .
4. Add to cart par click karne per apke samne
godaddy kuch or features dega agar add karna hai to kar sakte hai ya fir unko
bina chhede continue ki button par click kare .
5. So aap jab continue ppar click karege to
godaddy aapko ek search box dega usme aapko jo bhi domain name buy krana hai vo
type kare or search par click karke dekhe ki aapke website ka domain name
avilable hai ya nahi.agar hai to select and continue par click kare .
6. So ab aapke samne ek new window open ho
jayegi cart payment ki usme aapko hosting or domain name buy karna hai jaise
humne economy linux hosting select
ki thi thik vaise hi aapko niche dikhaya jayega usme 2 hosting bhi select ho
sakti hai isliye dyan se dekhe or jo hosting plan hai vo kitane me mil raha hai
vo bhi dekhe .aapko is window mw ye dekhna hai ki aapko hosting kitne month ke
liye buy karni hai ya kitane year ke liye buy karni hai .
so agar aap 36 month ke upar hosting buy karte hai to aapko ek domain name free me diya jata hai agar aap 36 month ke niche hosting buy karte hai to aapko domain name nahi diya jayega . abhi sabhi dekhne per b proceed to chekout par click kare .

7. Abhi aapke samne ek window open ho gayi hai isame aapko payment
method choose karna hai .aap debit card net banking koi bhi payment method
choose kar sakte hai.
8. Payment choose karne par place your order per click kare . abhi
window loading hogi or aapke samne ek window haijisame aapko debit card k
number expiry date or year select karna hai
b card number daale or aapke
card per jo expiry date hai year hai vo daale aapka debit card jis bank ka hai
us bank name select kare . debit
card ki details add karne per aapko make payment per click karna hai.
Aapk jaise hi make payment pr click karege vaise hi payment hone me kuch time lagega uske baad aapke godaddy account par hosting or domain name send kar diye jayege . so abhi aapke pass hostinfg bhi hai or domain bhi hai so aap ek best better website bana sakte hai or adsense se badiya paise kama sakte hai .

So abhi humne hosting to buy
karli hai abhi aapko hosting ko setup karna hai so chaliye hosting plan ko kaise
setup karte hai uske bareme jaan lete hai .
Godaddy hosting ko setup kaise kare .
1. Godaddy open karle . uske baad my account per click kare .uske andar aapko jo abhi apne
hosting buy ki thi vo dikhai degi economy hosting uske aage aapko manage dikhai dega so manage par click kare .
2. Ab ek window open ho jayegi all hosting account ki usme aapko new cpanel diya jayega uske niche thik set up
ka name hai uspar click kare.
3. Set up per
click karne per aapko domain name pucha jayega so aapne jis website domain ke
liye hosting kharidi hai us domain ko yaha per write karna hai . examle : www.mobile75help.com is tarh se ap
domain name add kare next per click kare .
4. Abhi aapko pucha jayega asia ,europe ,north america so apko in 3 no mese asia ko select karna hai
or next per click karna hai.
5. Abhi aapko cpanel username password ke
bareme pucha jayega so aapke email box me mailaya hoga usme jakar godaddy ke jitane bhi email aaye hai unko confirm karle sabse pehle aapko ek email
aayega jisame aapko account ko activate karna hoga .
uske baad hi aap hosting buy kar sakte hai si is baat ka dyan jarur rakhe .abhi jo mail e username password ay hai use type kare or next per click kare . so aapko ek strong password choose karna hai jaise ki “£$vakilMANAGE is tarh se strong password daal dene ke baad next pe click kare.

6. Next per click karne per abhi aapko pucha
jayega yes ya no,not now yaneke aapko kaha ja raha hia ki kya aap
hosting per website install karna chahte hai so hum yaha not now per click karna hai kyuki hum website me
kjakar cpanel se
setup karege. Not now per click karne per finish per click karde .
7. Abhi jaise hi aap finish per click karege
kuch process suru ho jayegi or kuch minut me
cpanel setup ka massage show hoga . so is tarah se aap hostig harid ne ke
baad use kaise setup kare uski janakri maine aapko is post me di hai .
Hosting cpanel me log
in kaise kare .
8. Agar aap hosting panel me login karna cahte hai to
is tarha se browser e setup kare ----- aape domain ka jo bi name hi jaiseere
domain a name hai suvas75.com/cpanel aise aapko google earch box me type
karna hai or search per click karte hi aapke samne aapke wbsite domain ka
cpanel open ho jayega . usme aap username or password daalkar log in kar
sakte hai.
So is tarha
se aap “free me domain or hosting buy kar sakte hai” i hope ki aapko ye
hamari post acchi jarur lagi hogi agar aapko hosting lene me koi problems aa
rahi hai to aap hamare comment box me comment kare . hamare site ko subscribe
kare share kare.
agle post me aapko batauga ki free me kaise wordpress website ke liye hosting li jati hai ekdam free aapko koi paise dene ki jarurat nahi hai . so is atarh se ap godaddy se domain rajister kare or hosting ko buy kare . thanks for read my article ....