New blogger ke liye succsess hone
ke liye 16 important tips .
Hii friends ,jake topic
me hum janege ki “ new blogger ko kaise
succsess banna hai “ agar aapne bhi
decide kar liye hai ki aap bhi ek succsess blogger bana chahte hai to aap sahi
trach per hai kyuki aj ke yug me blogging hi aapka career bana sakti hai ykuki
india jaise desh me itne sare logo ek hi job milna na mumkin hai isliye aage
bado or apne life bloggign me banao.
Aj jitane
bhi succsess blogger hai vo ek strargy use karte hai jo aj mai aapko aise tips
batane vala jisse aap bhi bloggign me succsess ho sakege .agar aap bhi new hi
blogigng me or aap soch rahe hai ki mai bhi or logo ki tarah kuch paise kama
saku apne mata pita ko kuch bankar dikha saku to chaliye friends kya hai vo
sucssess blogger me jo hum logo me nahi so taht its carefully read my full
article .
I know mai
manta hu ki internet per bahut se blogger hai or unme se bhi hume succsess bana
hai to aapko sirf ek hi baat sochna hai ki “
muje bhi kuch karna hai muje bhi kuch bana hai apne desh ke liye apne liye kuch
karna hai “ .
jab aapke mann me aise sawal ayege na aap khudma khud sochoge ki such hai yaar jo sucssess hai vo kya karte hoge kya vo insaan nahi hai vo bhi hamare tarah hi dinraat hard work karte hai .tab jake aj vo succsess ki sidi per maine ek blogger aisa dekha hai jinka naam hai jumedeen khan jinke blog ka name hai
www.supportmeindia.com maine dekha hai ki jab mai raat ko 12 baje apne blog ke content ko share kar raha tha to ye bhi apne blog ko promot karne ke liye apna article share kar rahe the tab maine socha ki ye itane succsess hai magr firbhi vo apni zindagi me kabhi bi thakan ko nahi aane dete hai or her roj ek best top popular post likhte hai jisse unka naam itna bada hai .

So mai
aap se kehna chauga kya aap bhi un jaise ban nahi sakte hai agar aap soch rahe
hai nahi ban sakte hai to aisa sochna chod dijiye or hard work kariye aapko
pata bhi nahi chalega ki aap kab ek sucsess blogger ban gaye hai .blogging me
lage rahiye or exeprience badate rahiye aap khudma khud ek succsess blogger ban
jaoge so chaliye dekhte aise tips jo succsess blogger use karte hai or aap bhi
aise tips ko use kar sakte hai .
1.
Blogging ko fasion mat samjna :
Agar aap ek blogger hai or aap bloggign ko ek
fashion samjte hai ya koi bewkufsa kaam samjte hai or sochte hai ki itana kon
likhega mai to only simple se apne youtube per video banakar upload karta
rahuga magar mai aapko bata dena chahta hu ki aap ek hands ya ek leg se
kabhibhi doud me pehla number nahi la sakte hai
thik vaise hi blogging ko aap jab samjoge parchoge or hard work ,smart work karnki thaaan loge tab aap succsess ban sakoge so youtube or blogging dono ko bhi aap use kare taki aapke visiter ko pata chale ki aap kon ho aapke youtube channels se bhoi log ayege or jin logo ko pafdan accha nahi lagta vo aapke video ko dekhkar aapse imress hoge .
yakin maaniye aap blogging ko seriously le na ki fasion samaj kar 2 se 3 post acchi kar di or aap sucssess ban gaye to aap wrong soch rahe hai . so blogging ko dilse kijiye aapki sucsess aapke haat me hai .

2.
Marketing
or strategy banaiye :
Aapki blogging aapki life hai so aapke blog ko socail network per share karte rahe or ek aisi strategy banaiye jisse aapne blog per post
karte hai hajaro log aapke blog ko raed karna chahe .
yaneki relation ship accha banaiye agar aapko koi problems aati hai to aap aisa mat samj lijiye ki mai hi sabkuch kar sakta hu or mai bhio succsess hu aapke mann me ghamand ko mat aane dijiye kuch blogger hai jo samjte hai mai hi bahut brileiant hu or mai succsess hone hi vala hu aisa sochoge to apni hi duuniya me kho jaoge or
aapko pata bhi nahi chalega isliye blog ki marketing kare or time to time ek time socail network ko de jisse aapke blog ke content share kar sako .

Plan banaiye ki muje 10 din me 20
post likhna hai or vo bhi unique to aapko kon rokega aap bhi succsess ki sidi
tak pahoch joge .
3.
Socail
media marketing kare:
Ek aisa timtable banaiye jo time aap blogging
karna chate ho content likhna chahte ho vo time select kijiye aap kitane se
kitane time tak blogging article ko likoge or kitane time me aap us article ko
socail media per share karoge .
aapko socail media ko ek time dena hoga jab facebook ,google +, twitter jaise social site per jada log rehte hai online rekte tab aapko blog ke content ko share karna hai .or jitane bhi search engine un sabhi me aapka blog submit hona jaruri taki aap bhi ek succsess blogger ban sako .article likhne me bahut alas ata hai
thakan aati hai magar thakan ko mehsoos mat karo or blog ke content ko socail media per share karte rahe aap ek din jarur succsess ho jaoge .

4.
Article/content,post
ki kami hona :
Agar aap ek blogger hai or aap chahte hai ki
aap bhi succsess blogger ban sake to aap itane post likhiye ki agar koi google
me search kare to aapka blog uske search me ana chaiye na ke koi bhi visiter
naraj hoker vapas jana chaiye . mai aapko bata
du jisake blog me website me jitane jada post hai vo utna hi famous
hoata jayega isliye jada se jada article likhe .
5.
Seo
per dyan na dena :
New blogger ki sabse
badi mistake hai ki vo seo setting ke bareme jada sochte nahi or kiske seo se
related article ko read bhi nahi karte or ek anjaad raste ki tarf chale jate
hai jaha se vo kabhi vapas nahi aa sakte hai isliye aap new blogger hai to seo
ke bareme hanmene bahut post write
kiye hai aap yahase pad sakte hai .
blog ka onpage seo kijiye , blog ka offpage seo kijiye ,tag ko offtimize kijiye blog ki design badiya kijiye or unique article share kijiye aapko bloggign me succsess honese koi bhi nahi rok sakta.
blog ka onpage seo kijiye , blog ka offpage seo kijiye ,tag ko offtimize kijiye blog ki design badiya kijiye or unique article share kijiye aapko bloggign me succsess honese koi bhi nahi rok sakta.
6.
Blog
me link building stratergy ki kami hona :
Yes dosto aap sochte hoge ki mai acche acche article share kar duga to
mai sucsess hu magar nahi aapko aise backlink ki jarurat hai jisse aapka blog top ranking me ho aapko bada du ki
backlinks ek traffic badane ka bahut hi badiya tarika hai aap mane ya na mane
jab bhi koi search engine me kuch bhi search karta hai to us backlinks ke sath
aapke blog ka article/post bhi show hoti hai or
jitane jada aap backlinks banaoge aap utane jada google me top ranking me aoge so jitna jada ho sake quility backlinks banaye .
jitane jada aap backlinks banaoge aap utane jada google me top ranking me aoge so jitna jada ho sake quility backlinks banaye .
7.
Blog ki community banaye :
Blogging me sucsess hona hai to aapko thoda
time socail media ko bhi dena hoga or ho sake to aap ek community banaye ya
aapke blog ke naam se ek goup banaye jisse log aapke group me aa sake aapko
pehchan sake aapke visiter bad sake jab aap koi group make karte ho or usme
bahut se logo ko add karte hai.
tab aap jo post facebook per ya kisi bhi socail media per share karte hai to un sabko notificatin milti hai jisse vo log visiter aapke blog per visit karege .pages banaye jisse apka page koi ek like karta hai .
to us person ke jitane bhi freinds hai unko bhi pata chal jata hai ki aapka page unke frineds ne like kiya to vo bhi aapke blog per visit karte hai .is tarah se aap gorup banakr pages banakr social media per blog ko share karne se aapka blog famous ho jayega .

8.
Blogger
relationship :
Agar aap bhi blogger hai to aap dusre
blogger ke sath ek badiya relation ship banaiye jitane bhi sucsess blogger hai
unke sath accha relationship banaiye or aapke content unke blog me share kijiye
yaneke guest post ke jariye aap apne blog ki marketing bhi kar sakte hai .unke
blog per comment kijiye aapko jo problems hai une batiye taki aapke badiya
relation ship ban sake or aapko bhi log pehchane .
9.
Unique
content write kare :
Aap bhi un succsess blogger ki tarah sucsess
bana chahte hai to aapko bhi unique or badiya content ki jarurat hai content likhte time aisa write kijiye ki her kisiko aapke blog ki post acchi lage or
visiter aapke blog per firase visit kar sake . sucsess blogger ki tarah aap bhi
content write kar sakte hai bus dilse awaj ana jaruri hai or aise content wirte
kijiye jinki need visiter ko hai . yakin maniye aap bhi ek din succsess ki sidi
ko chhoo loge .
10.
Comment
ka reply de :
Agar aapke blog per koi comment karta hai or
aap uska reply ek din me nahi dete hai to visiter per bura asr padta hai .jab
bhi aapke blog per koi comment kare to uska answer fast tarike se ek din me hi
dena chaiye jisse usko aapka blog accha lage or vo dubara se aapke blog per
comment karega yakin maniye comment ke through bhi aap succsess ban sakte hai .
11.
Article ki marketing kare :
Jab bhi aap new post write kare to usee socail
media per share kare or directories me bhi submit kare . article me jitna ho
sake utne jada backlinks create kare. Blog ki penalty ko check kare onpage
offpage ke jariye blog ki marketing kare . content ko jitna jada ho sake socail
media per share kare .
12.
Guest posting ka use kare :
Agar aap old blogger hai ya new blogger hai to
or aapke blog per traffic ki bahut kami hai to dusre ke blog per guest posting
kare jisse aapke blog ki traffic me badan ho or aapko log pehchane . blog ko
famous banana hai to guest posting ek badiya on of the way hai . jisake jariye
aapko bloggign me sucsessfull banne me bahut hi help milegi .
13.
Readers
ke liye content write kare :
Sabse best tarika ye hai ki aap kis ke liye
post write karte hai so goolge ke liye post likhna chod dijiye or readers ke
liye post likhna suru kar dijiye mai janata hu ki seo bhi bahut important role
ada karta hai magar reader ko aapka blog accha lag gaya to seo or google bhi
aapko pasand karege so jitna jada ho sake
readers ke liye article write kijiye .
14.
Blog ko desing readers friendly banaye :
Yakin maniye agar aapke blog ka design badiya
nahi hai or aap kitne bhi achi skill writer hai to koi fayda nahi hai aap jitna
accha blog ko design karoge aap utne jada famous hote jaoge or blog ki trafficbhi badti jayegi . yaneke jaise desing ka blog readers ko accha lagat hai vaisa
blog design kijiye aapki sucsess hone se koi bhi nahi rock sakta .
15.
Fast loading template theme use kare :
Aapka blog blogger per hai to fast loading template ka use kare agar aapka blog worpres per hai to primium wordpress theme
ka use kare .agar aap ek best fast loading website nahi bana sakte hai to aap
blogging me succsess nahi ho sakte hai isliye mai aapse kehna chauga ki jitana
jada aap post ko blog ko oftimize karoge utne jada viister aapke blog per ayege
or aapki sucsess bhi aapke pass aati rahegi .
16.
Search description
sahi tarikese add kare :
Blog me new post likhte samay post jo
description hota hai vo sahi tarike se write kare jaise
exa:
exa:
“
new blogger ke liye 16 important tips “ aise hi aapko maine jaise article tital likha
hai vaise hi aapko search description me likhna isse apke blog ki rank bhi
badegi or aapki post google search engine me top me show hogi .
I hope dosto aapko ye hamara “ new blogger ke liye best 16 important tips
“ aapko acche lage hoge aise hi jankari aapko share karte rahege is site
per aate rahe or is site ko subscribe kare ,post ko share kare ,like kare
thnaks for read this article .....
Tag : “ blogging me sucses banne ke
top 16 important tips “
“new blogger ke liye top 16 best
important tips “.