Gas cylendar fatnepar 50 lack ka “insurance vima” kaise le.
Hello friends, ajke topic me hum janege “gas cylendar se kisi ka dead ho jati hai ya gas fatnese koi ghayal ho jata hai to vo person ya relationship vale kaise “insurance vima ke liye apply kar sakte hai “ so dosto aapko lagta hoga ki gas cylender se log kaha marte hai magar hamare desh me 100 log ki death ho jati hai or jo garib une pata nahi hota hai ki ab kya kiya jaye so isliye maine ye post likhi hai .
Is post ko
sabhi facebook group me what app me share
kardo taki koi bhi poor ko help mil
sake so chaliye dosto dekhte hai kaise apply karna hai or kaise paisa liya ja
sakta hai .
Hamer india
me 70% log gas cylender ka hi istemaaal karte hai gas ke wajah se mahilko bahut
hi help milti hai unka time bhi waist nahi hota hai or jada mehnat bhi nahi
karni padti hai or to or gas se dhuwa
bhi nahi niklat hai jisse mahilako sawthy bhi accha rehta hai .hamare goverment ne bhi garibo ko gas cylender free me deneka
connection suru kiya hai jisse garibo ko bahut jada help hoti hai . ujjwala yojna ke tahat gas chulla bhi aapko 1000 rupye me
diya jayega
1. L.P.G GAS CYLENDER suvisha janak to hai hi
lekin honewale hatso ko kon taal sakta haiek
report ke anusar har saal 100 logo ki death hoti hai ya ghayal ho jate hai
lekin kya aap jante hai ki gas durghtna hone par ap 40 lack tak insurance ka dava kar sakte hai . L.P.G CONSUMER honeke nate aap gas cylender se durghatna hone
par nisurance claim kar sakte hai . lekin insurance policy ki tahat jagrukta
ke kami ke karan lpg apghat hone par insurance claim nahi kar pate hai .
2. Isliye
hum sabko ib bato ko janna jaruri hai . lpg companiya exa: HP,BHARAT,INDANE etc. Or lpg distributer jaise ki local gas
agecy dono third party insurance ke tahat insurance consumer ke liye insurance
coverage leti hai . insurance coverage ke liye koi bhi paisa nahi jama karna
padta hai .
3. Lekin
gas cylender se durghatna hone par aap apni lpc company or apne staniy gas cylenar par claim kar sakte
hai .
Customer ko insurance bound diya jayega :
Petrolium
mantralay ujjwalla yojna ke tahat
new lpg consumer ko “ insurance bound “ uplabdh karaya jayega isake sath hi anyone
customer ka insurance bound
bhi available karaya jayega . sarkarne gas cylender
ke hadse hone par insurance ki rashi ko bada diya hai . niche ke tahat aap dekh
sakte hai .
·
Lpg
gas se death ho janepar 6 lack rupye ka insurance diya jayega . pehle ye rashi
5 lack thi abhi isme badan ki gayi hai .
·
Lpg
cylender se ghayal honepar elag ke liye 30 lack rupye milega . pehle yah rashi
30 lack rup[ye thi magar isme bhi badan ki gayi hai kyuki gas ke hadse se ek hi
nahi balki family me se bahut logo ko death ka samna karna padta hai .
·
Consumer
ke kisi bhi area me gas fatnese agar nuksaan hota hai us situation me aapko 2
lach rupye ki bhi madat milegi . pehle yah rashi 1 lack thi magar isme bhi
badan ki gayi hai .
·
Jada
janakri ke liey aap www.mylpg.in
par jakr or bhi jada jankari prapt kar sakte hai.
Hadse ke baad kya kare:
Agar kisike sath hadsa ho jata hai tab is
situation me lpg consumer ko yah baate dhyan me rakhna hai .
·
Vima rashi ko leneke liye gas cylender
hadsa honepar pulice ko turant suchna de ,distibuter ko bhi likhit suchna de
jisse ki aapko age chalkar koi bhi problems ka samna na karna pade .
·
Fir ki copy ghaylo ka ilage ke kharche , or death
of cetificate or postmotom report sambhal kar rakhe .
·
Agar
aaspass
ka parisar damage ho jata hai to insurance company sampati ka nuksan kitana
huva hai or kahatak huva hai uska pata lagane ke liye apna hi agent bhejti hai
or jankari lehki or photo swarup me lekar jata hai .
Is tarah se aap “insurance
vima le sakte hai .
Gas ka use karte samay yeh
savdhani rakhe :
·
Bartan
ko chule par rakhne se pehle jo gas ki low hai usse dima rakhe uske baad aap
bada sakte hai .
·
Gas
chule ki samay samay par servicing karaye .
·
Gas
ke pipe ko har saal badale khana banate samaye is baat ka dhyan rakhe ki koi
chij uchlakr barner par na gire ise hole ki band hone ki sambhavan jati hoti
hai agar hole band ho jate hai to gas ko open ya chalu na kare kyuki isse bada
nuksan ho sakta hai .
·
Gas
lik honepar door –window ko khol de ,ya khule maidaan me rahkde sath me hi gas
agency ko bhi imform kar de.
So ye thi gas cylender ke
bareme jankari i hope aapko is post me “
gas vima ,gas cylender insurance “ ke bareme jankari prapt huvi hai is post ko
share kare ,like kare or is website ko subcribe jaru kare kyuki hum aise hi
tutorial aapke sath share karte rahege.
Thanks for read....
Tag: “ gas cylender
fatnepar kaise insurance vima
apply kare”
“Gas insuarnce vima 50 lack tak kaise
milega “.