Blogger post me se labels ko kaise remove/delete kare.
Hello friends,ajke topic me hum “blogger
me se labels ko kaise delete kare “ issi ke bareme bat karege . jab aap
kisi bhi blog se css,html,php,jquery,
langauge ke code copy karke blogger
ke wighet me add karte ho to apke site me problems create hone lagte hai .
aapki site loading speed low ho jati hai isliye maine aj ye post aapke sath share karne ki thani hai kyuki bahut se visiter hai jinko labels ko delete karna hota hai magar new blogger ko iske bareme jada janakri nahi hoti hai isliye aj is post me “blogger ke post ke labels ko delete/remove kaise kare “ ki janakri aapko dene ja raha hu or yakin maaniye aapko is site par aise best or unique article milege so hamare sath bane rahiye .

“blogger post
ke labels remove/delete kaise kare.”
So friend aise koi bhi problems ho to aap
hamare site par comment kare aapki help jarur ki jayegi. So chaliye dekht hai
kaise labels ko remove karte hai blogger post me se follow this below step...
Css codding ke jariye blogger post ke labels ko kaise hide kare.
1. Sabse
pehle blogger.com me log in ho jaiye .
2. Uske
baad template par click kijiye drop down menu me .
4. Ab
template ki coding open hogi usme aap
ctrl+f dabiaye aapke samne ek search
box open hoga .
5. Search
box me
</head>
Type kijiye
or Enter button dabaiye.
6. Ab
code mil janepar niche ke code ko </head> ke upar paste karde.
<style>.post-labels
{display:none;}</style>
7. Upar
ke code ko </head> ke upar paste karne ke baad save template par click kare . aapke labels hide ho gaye
hoge .ab website ko open karke dekhiye aap yahase bhi open karke dekh sakte hai
www.google.com par jakar website ko check kar sakte hai .
I hope dosto aapko ye hamari jankari
acchi lagi ho to is post ko socail media par share kare ,is website ko subcribe
kare ,or like karna na bhule so thank you very much visit this website .
Tag: “blogger post me se labels
remove/delete kaise kare”
“blogger post labels hide kaise kare”