5 wordpress plugins use karke wp ki security kaise badaye .
Hii guiys ,aj mai aapko wordpress ke bareme batane vala hu jisse aap wordress per 5 plugtins ka use karke worpress site ki security bada sakte hai . so friends ajka topic hai “ 5 worpress plugins use karke wp ki security kaise badaye “ aap to jante hi hoge ki worpress site all world me famous or log worpress per site bana eke baad lakho me money earn bhi kar rahe hai . agar aapne bhi ek website banayi hai or use wordpress per migarte kiya hai to aapko kuch aise security ka use karna hai jisse aapka koi bhi account nuksan me na aaye kyuki technical duniya me kuch bhi ho raha hai new new technology ,software banaye ja rahe jisse hume new blogger hamesha khatra rehat hai isliye maine socha ki aj mai aapko wordpress plugins ke bareme kuch jankari share kar du .
So jisne bhi
wordpress per website banai hai uske
pageview jada hote hi ja rahe hai kyuki internet ki duniya ek best powerfull
way jisse hum sabhi log apni life ko change kara sakte hai or day by day
worpress ki growing hote hi ja rahi hai isliye agar aapne koi website nahi
banai hai to bana le or apne blog se paise kamaye .
Wordpress ek best plattform hai blogging karne ke
liye or aap worpress me plugins ko bahut hi aesily or smoothly use bhi kar
sakte hai so jab bhi aap worpress per website/blog ko migrate kare to plugins
best,good qulity k hi use kare jisse aake blog ki speed bhi bani arahe or
design bhi or uske sath hi aapko blog ke security ko dhyan me rakhte huve security plugins ka use jarur karna chaiye jisse ap blog me koi bhi virus attack na kar
sake .
Mai aapse
ek or bhi suggestion karna chauga jo bhi
null tempalte hai theme hai uska use worpress me ya blog me na kare kyuki us
tempalte theme me curreptted link hote hai ya tempalte fata huva hota hai jisse
aapka blog dusre owner ke site per tranfer/redirect ho jata hai so is baat ka
dyan jarur rakhe .so chaliye dekhte hai “ 5 wordpress awesome security plugins
“ jisse aap wordpress blog ko safe secure rakh sakte hai .
5 wordpress plugins ka use karke wp ko secure kaise kare .
#1. All in one wp security :
ye
plugins wordpress website ke liye awesome hai aap is plugins ke jariye
wordpress blog ko secure rakh sakte hai .is plugins me aapko 3 tarah ke secure
advance future diye gaye hai – basics ,intermediate , advance .
aap jab bhi wp me log in karege or aapne wrong
password dal diya to ye plugins aapko bahut hi jald alert kar deta hai .agar
koi bhi aapka account hack karna chahta hai to uske barme bhi aapko bahut jald
pata chal jata hai or aap us person ko kuch hi second me 1 click me block bhi
kar sakte hai. Is plugins ko all in one isliye kaha jata hai ki iske
nadar aapko bahut se future milege jisse aapko kisis dure plugins ko use nahi
karna padega isliye isko all in one kaha jata hai .
#2. Itheme security:
Ye plugins bhi best hai or aap is plugins ke jariye
worpress site ko full hand me use kar sakte hai matlab aap khud ki isse control
kar sakte hai or ye plugins use karne bhi bahut easy hai .aapko ye plugins free or paid version bhi available hai . magar aap paid vala itheme
use karoge to aapko most important future diye jayege jise aapki wordpress
website secure or safe rahegi .agar
aapke pass mony nahi hai to aap wordpress per is plugins ka use karke
blog/website ko secure bana sakte hai .
#3. Wordfence security :
Ye security plugins bhi lovely or awesome hai aap
iska use easily kar sakte hai or website ko secure bana sakte hai.is plugins me
aapko not availablke aise aise future provide kiye gaye hai jisse aapka blog
ekdam secure or perfect working me rahega aapke blog per jo koi bhi visiter at
hai to use scan karne ka kaam ye plugin karta hai agar aapke blog ko koi hack
bhi karna chahe to turant aapko alert ka massage a jayega jisse ap blog ko
secure kar sakege .aapke blog me jo bhi unwanted link hai ya commnet me jo koi
bhi virus links chodta hai uska pata aapko wordfence security is plugins ke jariye bahut jald lag
jayega jisse wordpress site ko aap secure kar sakte hai .
#4. Bulletproof security :
Bulletproof security plugins bhi un jaisa hi hai jo maine
aapko uper me bataya hai jaise uper ke plugins me future available hai vaise
hai aapko is plugins mil jayege .jab koi bhi aapke blog me diffrent different
account se attack karta hai to us time apke blog ,website ko secure rakhne ka
kaam bulletproof karta hai . jjab koi aapke account me log ni karna chahta hai to uska pata aapko mail se prapt
ho jayega jise aap agle person per turant hi action le sakte hai .so friend aap
is plugins ka use jarur kare jisse aapka blog safe rahe .
#5. Google authenticater :
Google authenticater aapko 2 step verification deta
hai jab bhi aap website ke dashboard me log in karege to aapko 2 atep code
verified karna hoge tabhi jake aapka dashboard open hoga or aapke mobile number
per ye verified code hoga jisse apka blog secure rahega or koi bhi aapke blog
me log in nahi kar payega .aap is plugins ko apps ko aapke blackberry
,iphone,anroid me download kar sakte
hai .jab bhi aap new sign in karege tab tab aapko 2 step verification code
magega or aap tabhi wp kke dashboard me log in kar payege .
Ye plugins
google ne hi provide kiya hai aap is ka use blogger ke liye bhi kar sakte hai . so
google ka her ek producat powerfull or awesome hota hai aapko kisi bhi baat ka
khatra nahi hoga iski garanty goole khud leta hai so aap is plugins ka bhi use
karke website ko safe rakh sakte hai.
So friends ye hai vo 5 powerfull wordpress security plugins jinkka
use karke aap blog ko safety bana sakte hai apke blog me koi bhi porblems ayegi
to vo security ke wajah se hi ati hai jab ap koi bhi unwanted theme a
template,add wighet,css,php,javascript jaise language ko blog ke layout me add
karte hai to aapke blog me virus aneka khatra rehata hai maine bhi aise kuch
wighet add kiye the jisse mera dashboard load hone me bahut time le raha tah or
virus detect kar raha tha so tab muje ye problems samaj me nahi ayi magar jab
maine related wighrt ko rmove kar diya to mere site ka work better ho gaya
isliye aap bhi in plugins ka use jarur kare .
I hope dosto ye content aapko jarur accha laga hoga “ 5 wordpress security plugins ka use karke blog ,wp ko kaise secure banaye “ agar aapko ye article accha laga ho to post ko share kare .like kare or is website ko subscribe jarur kare kyuki aise hi jankari aapke sath share karte rahege agar aapko koi bhi proiblems hai to aap niche comment box comment kare or her sawaal ka jawab paye .thanks for read this article .....
Tag : “ wordpress ke 5 plugins use karke wp ko
secure kaise banaye “
“ wordpress me 5 security plugins use kare or wp ko secure banaye”.