12 free seo tools use kare blog ki drive traffic badaye .
Hii,freind
aj hum baat karege blog ki traffic kaise badaye kuch aise tools ke bareme aj
mai aapko batuaga jisake jariye aap blog me traffic boost kar sakte hai so ajka
topic hai “ 12 free seo tools use kare
or blog ki search engine ko increase kare “ agar aapne bhi ek naya blog
banaya hai or aapke blog per bahut kam traffic ata hai to ye post aapke liye hi
hai aap google ke kuch important seo tools ka use karke blog me organic ,drive
traffic pa sakte hai .
Mai
aapko jo tools batane vala hu un tools ka kya fayda hai aap in free seo tools
ke jariye blog ke liye content write karneke liye in free seo tools ke jariye link building
,keyword research ,backlinks analysis ,optimize content seo friendly is
tarah se aap in seo tools ka use kar sakte hai .in tools ke jariye aap blog ke
perfomance track kar sakte hai or blog ki traffic ko boost kar sakte hai . so
is trah ap in tools ka use karke blog ko google search ranking me high kar
sakte hai .so chaliye aapko bata deta hu vo konse tols hai jinko use karke aap
blog ki traffic ko increase /imrove kar sakte hai .
12 top free google seo tools get increase blog traffic :
Google trends aapko batata hai ki visiters
ko kis type ka content chaiye or aapko blog me kya write karna chaiye iske
bareme aapko google trends help karega . jab koi search enging me blogging se
related keyword search karta hai ya kuch bhi search karta hai jo aapke blog me
hai use show karane ka kaam google treands karta hai . isliye google trends ke
barme or bhi janakri prapt kare website ko top me laye .
Aaap google trends ke jariye most top
keyword saerch kar sakte hai .
Google trens ko kyu use karna chaiye :
·
Is tools ke jariye aap aapke blog ki
website ki perfomance ko check kar sakte hi iske andar keyword ko search kar
sakte hai .
·
Google trends aapko batata hai ki aapke
blog ki stargies kaisi hai or aapko konse keywor ka use karna chaiye post ke
andar .
·
Google correlate apko batata hai ki logo ko konse keyword ki
jarurat hai or log konse keyword ko google me jada serch karte hai .so agar aap
bhi is tools ka use karke blogging karna
chate hai high top keyword ka use karna chate hai to apko is tools ka use jarur
karna chaiye .
2. Google analytics :
Agar aap ek blogger hai or aap future
me bloggign me succsess bana chate hai to in tools ka use jarur kare . agar
aapko pata chal jayeg ki aapke visiter aapse kya chate hai to aapko blogging me
succsess hone se koi bhi nahi rok sakta.
So analytic ek popular tools hai jisake
jariye aap blog ka perfomance bada sakte bloggign me sabhi chij ko manage kar
sakte hai or dekh sakte hai ki aapke blog per kitane view ho rahe hai kaise
perfomnce kar raha hai aapak blog is tarah se aap analytics ka use kare .
·
Google analytics tools ke jariye aap
blog ki traffic ko bada sakte hai .
·
Aap is tools ke jariye ye jaan sakte hai
ki aapke blog per konse desh se vister aya hai .
·
Aapke blog per kitna time ruka hai .
·
Kitane pages ko view kiya hai ye sabhi
jankari aapko analytics ke jariye mil jayegi .
·
Google analytic completly free seo tools
hai aap ise free me download kar sakte hai.
·
Google analytics account me sign in kare .ab aapka blog hai to view report per click karo.
·
Ab “view full report “ per click kare jise aap full information dekh
sakte hai ,ab jo bhi link hai usper click karke dekhe ki aapke blog per kahase
traffic aa raha hai .
·
Agar aap magority traffic dekhna cahte
hai entrance keyword aap isake andar dekh sakte hai ki konse
keyword se aapke blog per jada ytraffic aa raha hai or us type ka keyword hi
use kijiye blog post me jisse aapke blog ki or bhi jada traffic rank bade .
3. Google
pagespeed tools :
Agar aap is tools ko use karoge to aapke blog
ki traffic super fast ho jayegi. Agr aapka bhi ek naya blog hai or aapko pata
nahi hai aapki page speed kitani hai to aap is tools ka use kare or blog speed
per hi bloggign depend hai agar blog speed badiya nahi
hai to aap bloggignme succsess nahi ban sakte .
Google pagespeed tools aapka
blog anlyze karneme page ki speed badane me help karta hai . kya aapke blog per
50 % se bhi kam low traffic hai ya aapke page ki speed 3 seconds se jada leti
hai page open karne me to aapki help ye google pagespeed tools ki help se aap
speed bada sakte hai .
·
Aap is tools ke jariye images ko
optimize kar sakte hai .
·
Aapke blog ke anadr jo bhi block
backlinks hai unko remove kar sakte hai or google speed aapko suggestion deta
hai ki kaise kay karna hai or kaise page speed ko incraese kare .
4. Seoptimer
:
Seoptimer aapke blog ko check karta hai or batata hai ki
aapko kis ki need hai aapko blog me or kya add karna chaiye .aap is apps ke
jariye ui perfomance ,socail activity
,seo and secuirity ,sabhi kebareme check kar sakte hai .
· Ye tool html header check karta hai .meta description ,keyword consistency ,body content ,backlinks ,broken links etc.apko ye tool suggestion deta hai ki kaise optimize kare or blog ki traffic kaise badaye .
· Aapke blog ka performance is baat per nirbahr karta hai ki aapke blog ki speed kitni hai kitnae time me load hota hai in sabhi ke bareme aapko seoptimer ke jariye check kar sakte hai or blog ki trffic increase kar sakte hai .
· Jab koi aapke website ko mobile device me ya desktop device me open karta hai or jis content ya space ki speed loading low hai usako kaise imrove kare uske bareme batata hai .
· Aapne jo bhi socailyse kiya hai un sabko analyse kaise kare aapko batata hai ki socailyse ko kaise use kare campaign kare activity check ,engagement batata hai ki ap ek blog ko website ko kaise strong bana sakte hai .
· Aapke blog ke andar agar koi bhi no malware attack karta hai ya jo bhag low hai uske bareme batata hai jisse aapke blog ka perfomnce better hone me help milegi or aapka blog speed increase hogi .
· Seoptimer aapko suggestion deta hai konsa area hia jo weak hai kamjor hai jisse aapke blog per traffic nahi aa rahi hai isliye aap seoptimer ko jarur use karke dekhe .
5. Seo
audit from seo mastering :
Ye
tools aapko offer deta hai ki agar aapka blog blogger me hai or aapne site
webmasters tols me aad kiay hai to aapke blog me kya kya malware hai sabhi ke
bareme aapko infoem karta hai .
Seomastring ko open kare usme apke blog
ka url type kare or analyse per click kare . uske baad aap dekh sakoge ki
full report aapke samne a jayegi aapke blog ki seo audit tool batayega ki aapke
blog me kitne span links hai ,site content ka management system kaisa hai .
Aapko
is tools ke kya fayde hai :
·
Aapke content me jo keyword hai
unki density ko check karta hai ,page compariosn ko
check karta hai ,similar text find karta hai ,duplicate page ko find karta hai
.
·
Aapki pagerank prediction kitni hai
usko check karta hai ,feck pagernk konsi hai ,alexa rank
ko check karta hai trustrank ko check karta hai .
·
Blog backlinks
checker,links value calculater ,backlinks builder,reciprocal link checkr.
·
Domain ka states check karta hai ,domain
ki age check karta hai,website ki speed check karta hai ,website redirect hai y
nahi check karta hai .google banned site ko check karta hai .
·
Online port scanner ,domain name checker,http header view checker,yandex ki
rank checker all in one iske nadar aapko bahut sare future mil jayege jisake
jariye aap website ki drive traffic bada sakte hai .ye tools apko free me
milega agar aap chahte hai ki aapke blog ki rank top per bane rahe to aap in
tool ka use jarur kare
6. Serpstat
:
Serpstat ek highly popular keyword research tool hai
.aap is tool ka use karke aapke jo comtitors hai unko seo me hara sakte hai
kyuki ye tools seo ke liye hai specail or ye tools aapke comptitors ke bareme
batata hai ki agar aapko unse aage badna hai to in step ko follow kare .
Serpstat
5 tools ka work akela karta hai :
·
Backlinks analysis
·
Rank tracking
·
Keyword research
·
Competitors analysis
·
Site audit
Serpstat aapke ekpage seo ke liye best analyse karta
hai promote karta hai .ap is tool me aapke blog ka page url add karke dekh
sakte hai ki aapka page kitna betar perform kar raha hai.ye tols aapko batata
hai ki konse keyword ko use kare or kaise blog ki traffic ko increase kare .
Aap koi bhi ek keyword type kare or is tool me us
keyword ki rank check kare ki kitne visiter /log is keyword ko search karke
blog per visit karte hai is tarah aap koi bhi keyword ki rank ko check kar
sakte hai .
7. Woorank
:
Woorank
aapke blog ka weather check karta hai ki aapka
blog seo friendly hai ya nahi . woorank me site ko add kare or blog ka review
dekhe .aapke blog ko mobile optimization ke liye check karta hai or bahut kuch
woorank ko use kare or moniter traffic search engine ranking or backlinks
create kare .
·
Marketing checklist
·
Related mobile optimze blog
·
Blog speed badata hai
·
Site
ki popularity check karta hai socail network ke jariye .
·
Site ko local directories me bhi add kar
sakte hai .
8. Internet
marketing ninjas :
.1 . find
broken links,redirect and site crawl
Is
tools ko aap 5 time use kar sakte hai ek din me 5 time .ye tools aapke blog ke
content ko seo friendly optomize karta hai .ye tool aapke blog ke nadar ke
internal links or external link ko check karta hai .agar apki blog me koi bhi
link redirect ho gayi hai to aap is tools ke jariye us links ko delete kar
sakte hai webmaster ki help ke jariye.
Aap is
tools me aapke blog ka links daaliye or pages ko scan kijiye ,aap is tool me
10,000 pages scan kar sakte hai .ye tools aapke pages ko crawl karke internel
or external link error http ko check karta hai ,http redirect links ko check
karta hai is tools ke jariye aap aapke blog me jo bhi error hai internal links
or external links me jo bhi eroor hai uska aap check kar sakte hai .
1.onpage optimization kar sakte hai .
2.image&link analyzer karta hai
3. ye tools aapko bahut se future provide karta hai
aap is tool ko use karke perfect seo optimize kar sakte hai .
9. Xml
sitemap :
Agar aapne
abitak aapke blog ka sitemap nahi banaya hai to bana lijiye kyuki google
sitemap ke jariye hi aapke blog ke content ko crawl karta hai or search engine
me jo koi bhi aaaapke blog se related information search karta hai to aapke
blog me sitemap me jo bhi fresh content hai usko top ranking me laneka kaam
karta hai .
Blog ke
content ko jaldi search ingine me index karana hai to aap sitemap ke jariye
bahut hi jald search engine me content ko index kara sakte hai.so chaliye niche
step batye hai use follow kijiye or blog ka sitemap check kijiye .
·
Ye sitemap aapke blog ke pages ki puri
information dega xml file content broken links sabhi ki janakri aap xml sitemap
ke jariye le sakte hai .
·
Agar aapne abitak sitemap add nahi kiya
hai to google webmaster,yahoo,bing webmaster,yandexwebmaster me blog ka sitemap add kare .jisse aapke blog search engine
ranking me top per show ho or google easily aapke blog ke content ko index kar
sake.
10.
Screaming frog :
Agar aapke website me koi bhi problems hai to aap
screaming frog ke jariye check kar sakte hai .aapke blog me jis area ke andar
problems hai jaise image files,broken links ,dublicate pages or bahut kuch is
tool ke jariye aap blog ki problems ko solve kar sakte hai .ye tools aapke blog
ke 500 pages ko crawl kar sakta hai so is tools ko use karke aap search engine
me better seo bana sakte hai .
11.
Small seo tools :
Ye tool aapka data collect karta hai ,or aapke blog
ke content ko optimize karke search engine se big traffic laneki koshish karta
hai .ap is tools ko easy use kar sakte hai or ye tools aapko kya offer provide
karta hai vo niche dekh lete hai .
·
Aap is tools ke jariye aapke srticle ka
palgiarism check kar sakte hai .
·
Ye tools aapko suggetion deta hai ki
konsa content better hai .
·
Konse keyword ko post,article me use
karna chaiye .
·
Is tools ke jariye aap grammer mistake
ko check kar sakte hai .
·
Images ko seo friendly banata hai .
·
Ye tool long tail keyword ki tarah work
karta hai
·
Aapke post ke keyword ki density check
karta hai .
·
Aap kitne number per hi yneke aapke
compititers kitane hai or unko piche karne ke liye aapko kya karna padega sabhi
suggestion ap is tools ke jariye le sakte hai so small seo tools ka use jarur kare .
Adword keyword ke jariye aap top high keyword ko
search kar sakte hai log google me kya search karte hai or kis keyword ke
jariye blog per visit karte hai ye sabhi jankari aapko google kewyword me mil
jayegi .
Google keyword
ek aisa tools hai jiske through aap high top keyword ko search karke blog me
use karege to aapke blog ka drive traffic hoga ,blog ka content top ranking me
hoga or blog per bahut jada traffic bhi aayega .apka use easy tarikese kar
sakte hai aap is tools ke jariye compititors pata laga sakte hai ki kon aapse
niche hai or kon apke uper high ranking show kar raha hai this tools is most
important and very helpful keyword search high top ranking in google .
So friends
aapko hamari jankari aapko jarur achi lagi hogi agar aapke blog ki ranking low
hai to ya aapke blog me koi bhi inbound problems hai to aap in tools ke jariye
blog ki ranking ,problems ko check kar sakte hai or blog ki traffic me bhi
badan kar sakte hai .
I hope friends , aapko “ 12 free seo tools ka use
karke blog ki drive traffic kaise badaye “ ki janakri acchi lagi hogi . aise hi helpful seo se related post aapke liye share karte rahege
so freinds like kare hamare content ko share kare or site ko subscribe jarur
kare thanks for read this tutorial ....
Tag : “ blog ki drive traffic kaise
badaye 12 free tools ka use karke “
“ blog /website ka perfect seo kaise
kare “
“ blog ki speed ,internal,external
links, http error found problems kaise tik kare “.