Hii dosto , aj mai aapko batauaga
ki blogger blog me pages ko kaise add
kiya jata hai footer me.
Aksar kya hota hai ki jab koi new blogging karata hai to use pata nahi hota hai ki html kya hai php kya hai ,codind kaise ki jati hai or coding hi blogger ki jaan hai .agar codind ki jara bhi janakri nahi hai to koi baat nahi mai aapko asani se sikha duga or ek baat agar aap ek blogger hai to aapko coding ke bareme janakri jarur hona chaiye .

new website/ blog banate hai to hame coding ki koi bhi
janakri nahi hoti hai magar aap coding ke jariye hi perfect seo optimization
kar sakte hai or aapke site ko top ranking me la sakte hai .
so footer me pages add karne se ye fayde hai ki aapka job hi blog hai vo website ke jaisa look deta hai yaneke kisibhi reader ko lagta hai ki ye site wordpress per hai or aapke site pere vo person baar baar ata rahega jisse aapke blog ke post ke pageview bhi badege.

2. dusra fayada ye hai ki blog ki traffic to
badegi hi magar blog beautifull dikhega jisse visiter aapke blog ke or attract
ho jayega or usako aapke blog per rukh neka mann karega.or aapka ek comment bhi
bad sakta hai jisse vo aapko comment karke puchega ki aapne jo pages add kiye
hai vo kaise kiye hai muje bhi bataiye.
3.
tisra fayda ye hai ki aap sitemap add karte ho aapke site ka so vo site
map hame pages ke andar hi banana padata hai isliye jab aap aapke site ka
sitemap footer me add karte hai to aap job hi post karte hai un post ko “google
search engine jaldi index karata hai
“matlab agar aapke post ko google me ya bing me post index hone me 2 day lagte hai to google ,bing 1 day me hi aapke post ko search me index kar dega. So chaliye dekhte [BLOGGER BLOG ME PAGES KO KAISE ADD KARE FOOTER ME ]

[ blogger blog me pages ko kaise add kare
footer me.]
1.
sabse
pehle aapka notepad open kare ya fir is code ko copy karke aapke template me
add kare.[niche ka code add kare]
2.
Blogger.com
me log in kare. Template per click kare

3.
Customize
kea age edit template per click kare .
4.
Ab template
ke andar kahi per bhi click kare or CTRL+ F dabaye. Ab aapke samne ek search
box aa jayega usme is
code ko search kare ya ya fir yahase copy
kare ya code ko search box me type kare or ENTER DABAYE.
5.
Ab ye
tag highlight ho jayega usake neeche /below niche diya gaya code copy karke

ke age paste kare.
6.

about us

contact us

sitemap

privacy

disclaimber

term condition

© 2016 suvas75.com
all rights reserved.
8. Is code ko paste karne ke baad aapko css code add karna hai agar aapke template me ]]></b:skin> search me nahi aa raha hai ya template me hai hi nahi to
9.
Template per click kare. Edit
html ke side me customize per click kare.
Niche dekhe advanced per click kare ab jo box open huva
hai us box me is css code ko paste kare jo mai aapko niche duga .
10.
Agar ]]></b:skin> code aapke template me hai to b ]]></b:skin> ke uper niche ka code
paste kare.

#footer{
Background-color: #5c755e;
Margin: 10px;
Height:60px;
Clear:both;
Border-radius: 5px;
Color: #efe5d0;
Text-align:center;
Padding: 15px;
Font-size:90%;

#footer ul{
padding: 5px;
list-style-type:none;
text-align:center;
margin: 10px;
border-radius: 5px;

#footer ul li{
display:niline;

#footer ul li a{
text-decoration:none;
font-family:Arial;
padding: .2em 1em;
color:#efe5d0;
background-color:#5c755e;

#footer ul li a:hover {
color:#000;
background-color:#fff;

#footer ul{
padding: 5px;
list-style-type:none;
text-align:center;
margin: 10px;
border-radius: 5px;

#footer ul li{
display:niline;

#footer ul li a{
text-decoration:none;
font-family:Arial;
padding: .2em 1em;
color:#efe5d0;
background-color:#5c755e;

#footer ul li a:hover {
color:#000;
background-color:#fff;

11.
Apply
to blog per click karke save karde.
agar ]]></b:skin> ke uper code ko paste kiya hai to SAVE TEMPALTE PER CLICK KARE.
NOTE: # ki jagah aapka jo bhi about us ka link hai use yaha # ko delete karde or link ko paste kare example ke liye.
http://www.suvas75.com/p/blog-page_7.html
ye mera about us ka page hai aise hi aapko add karna hai .
sabhi # ke jagah alag alag pages ke link add kare.baki to sab edit kiya huva hi hai.

12.
Ab aap
blog ko open karke dekhiye aapke pages footer me add ho gaye hai.
DUSRA TARIKA HAI JISAKE JARIYE AAP BLOGGER KE FOOTER ME PAGES ADD KAR SAKTE HAI.
* sabse pehle blogger.com me log in kare .
* uske baad layout per click kare .
* ab niche gaghet me footer me jaye .
* add gaghet per click kare .
* ab aapke samse blogger ki ek new windows open ho jayegi.
* uske andar jaise image me maine bataya hai pages per click kare .
ab ek box open hoga usme pages per tik maar kare right ka tik maar kare .
* aap scroll down karke bhi contact us,about us,privacy policy pages ko kahi bhi niche uper drag kar sakte hai.
* ab save pages per click kare blog ko open karke dekhe aapke pages footer me add ho gaye hai.

I hope ki apko is code ko add
karneme koi problem nahi hogi agar koi problem hai to comment kare .pages ko
add karneme koi problem aati hai to puch sakte hai . agar aapko ye post acchi
lage to site ko subscribe kare ,post ko 2 second me share kare, like kare ,
or is site per milate rahe aapko blogger ki new designing ke bareme sikhaya jayega agar aapko html ,css ke bareme koi bhi jankari chaiye to comment kar sakte hai ....fir milege dosto...
or is site per milate rahe aapko blogger ki new designing ke bareme sikhaya jayega agar aapko html ,css ke bareme koi bhi jankari chaiye to comment kar sakte hai ....fir milege dosto...
Thanks for read my article .
Tag:
1.
Blog
me pages ko kaise add kare,
2.
Blogger
blog me footer me pages kaise add kare,
3.
Footer
ko pages ke jariye kaise design kare,
4.
Footer
ka look pages ke jariye kaise badale,
5.
Footer,sitemap.about
us,contac
t us,privacy policy,
6.
Footer
design,add pages in blogger,tag pages.