website/blog ko search engine me top me kaise laye .
Hii dosto, pichle post me humne aapko bataya tha ki “pagerank ko kaise increase kare,tag ko kaise increase kare,full seo setting kaise kare,onpage seo ko kaise increase kare”.
Inke bareme aapko bataya gaya tha ab is post me aapko bataya jayega ki “blog ko top ,higher ranking me kaise laye”. Agar aapne hamari pehle post nahi padi hai to pad le agar aap ek blogger hai to ye site aapki life bana sakti is site per aapko seo ke bareme sari dcetails di jayegi bus aapke help ki jarurat hai aap hai to mai hu.
so agar aapko bhi mere blog jaise article ko top me lana hai to kaise seo ko
increase kare or kaise blog ,website ko top me laye isaki hai jankari aapko is
post me batayi jayegi isliye is post ko dyan lagakar pade so chaliye aapko
pehle seo ke bareme kuch information de deta hu.
Dosto kisibhi website ki seo setting karne
se pahle aapko pata hona chaiye ki aapke dost ki requirment kya hai maan lijiye
mere site per mai “seo” ke bareme janakri share karta hu to uje full details
pata honi chaiye seo ke bareme tabhi aap aapke content ko top ranking me la
sakte ho ya fir google per pehle se koi content publish kiya huva na ho or
aapne quility content publish kiya hai to mai 100 % guaranty leta hu ki aapki
jo post hai vo top ranking me sabse uper google me dikhai degi.
so mai azapse kehna chahta hu ki agar koi client/visiter india se hai ya goa ,Bombay ,usa ,america , koi bhi desh se ho vo kya search karti hai or use kis content ki need hai isaki janakri agar aapko hai or aapki site top ranking me aati hai to aap itane poular ho jaoge blogging me log aapse sawal karege ki aapke ssare post top me aate hai ye aapne kis tarike se kiya hai or kaise seo setting ki hai aapke blog ki ya website ki so chaliye dekhte kaise kaya hota hai seo setting me topo ranking me laneke liye kya karana padta hai.

Apni Website Ko Google Ke First Page Per Kaise Laye -Seo
· Sabse pehle to mai ye suggestion duga ki aapko keyword ko search karna hoga or jaise mere site me “seo ki full janakri “aapko di ja rahi hai vaise hi aapka blog kisbhi content per ho usi se related ya logo ki kis keyword ki jada need hai or log google me kya search karte isake bareme aapko analysis karna padega or research karna padega ki log kya chahte hai .
jab koi keyword ke jariye site per aate hai to ye google ke liye bahut hi accha simple tarika hai or google aise hi site se love karte hai agar apko keyword serach karna hai to adword keyword ka use aap key ko search karne ke liye kar sakte hai .yahi vo place hai jaha aapko sabse best tarika hai yaha aapko bataya jayega
ki log search
engine me kya search karte hai or kuch keyword ke bareme apko full jankari
dedga jisse aapke blog ki high ranking badegi.keyword ko kaise research kare or
kaise top keyword use kare isake bareme agar aapko janakri chaiye to is site
per aate rahe isake bareme bhi aapko full seo gauide kiya jayega .
·
Top me
site ko laneke liye 2 tarah ke seo setting hote ya or bhi bahut se jaise onpage optimization ,offpage optimization in dono ki jarurat aapko padti hai agar aapko
onpage seo ke bareme pata hai to aap aapke site ko top leval me la sakte hai or
sath hi me offpage seo ke barme bhi janna jaruri hai
jisse aapki site top me ayegi.
onpage seo yaneke aapki jo site ya apke friends ki jo site hai use completely seo friendly banana use onpage seo kehte hai agar aapko isake bareme pata nahi hai to aap hamare old post me full dedatils le sakte hai isake bareme bhi post ki huvi hai.yaneke kya huva yahoo ho ya google go inke gauideline ke throw website ko completely seo friendly banana isse onpage optimization kehte hai. Agar aapne aapke site ka onpage optimization kar rakha hai to aapki site ke content text jarur top ranking me ayege.

User interface and quality content :
·
Ab
aako user interface ke bareme batata hu yaneke maan lijiye meri website seo ke
bareme hai or mera interface jo hai vo
bahut hi gandha hai yaneke mai post to karta hum ager logom ko samaj me nahi
ata .
agar aap user friendly nahi hai ya kisike comment ka jawab nahi dete hai to aap goole ko naraj kar rahe ho aise hi keh sakte hai.so kehne ka matlab ye hai ki aapke user ko aapke site per aanese ya ads ke vajah se koi dikkhat nahi honi chaiye. Yaneke aapke job hi client hai user hai vo aapke site per aane ke baad accha feel kare jisse aapke site ka user interface accha rahega.
Aapke site ke andar text ho image ya video ho to aapke website per 100% quality contenet hona chaiye jisse aapke user ko easily samaj me ana chaiye. So aapko ye bhi bataya jayega ki aapke site me kis type ka user interface hona chaiye yak is tarah ka quality contenet hona chaiye website ke andar.

Sitemap.xml
and robot txt ,direct submission
google ,yahoo/bing webmaster:
·
Aapko
hamesh dyan rakhana chaiye
ki agar aapne onpage optimization kiya hai aapke website ke sare url apne
reride kar diye hai to aapko site ke liye txt or sitemap ko webmaster me submit
karna hi hoga.agar aapko isaki janakri nahi hai to aapko bahut hi jald batay
jayega ga ki robot .txt kaise banayi jati hai or kaise sitemap banaya jata hai
site ko xml me kaise submit karaya jata hai
isake bareme bhi aapko seo gauide is site per di jayegi.so aapko ye dyan rakhna hai ki aapka sitemap jaruir hai site ke liye or robot txt banaye or aapke site ko roo directoyr me submit karaye .rudirectoyr kya hai ye janne ke liye comment kare .

Googlr analytics :
Agar aapka account google analytics per nahi hai to
bana lijiye or aapke site ko submit kar dijiye jisse aapko aapke site per kon
aya hai kaha se aya hai konse desh se ya hai ,aj kitane pageview huve hai aapka
user site per kya kar araha hai kya information read kar raha hai ye sabhi
jankari aapko google analytics bata dega isliye site ko analytics me submit jarur
karaye .
·
Local
business and google business:
Dosto agar aap aapke business ko local area
me failana chahte hai to jaise meri site me seo gauide,internet janakri
information hai,blogging janakri hai,make money janakri hai ,bloging tips
,google tricks ki janakri hai to mai kay
karuga ki apne site ko webmaster me submit karuga sitemap creat karuga jisse
kay hoga ki aapke site ka ranking badegi ab aapko kya karna hai ki aapke site ki ya business ki reputation badani
hai .
Online reputation :
·
Ab
aapko kyua karna hai aapke business ki online reputation badani hai yaneke aapke
review kitane hai aapki site kitani acchi hai aapka jo user hai vo kis tarah se
aapke site per aa raha hai ye jaruri nahi hai ki user aapke site ka naam type
karke hi site per aye .yaneke aapka jo user hai vo aapke site ko
check karega ki aapki site kitani popular hai aapka ranking kitana hai tabhi aapka user site per rukhega or aapke tilent ka pata chalega.so user kya dekhjta hai ki aapke facebook per ,twitter per ,google + ,linkdin per aise socvail network per aap kitane active ho roj aapke site ke kiatne view hote hai isake bareme jankari lega isliye jiatna ho sake utana aapke blo ki traffic badana chaiye .

Quality
backlink
·
Content
marketing and article and blog .
·
Time
to time monitor .
So dosto aapke
site me quality backlinks honi chaiye .
Content ki
marketing ani chaiye article blog ko kaise likhte hai or kaise blog banakr
design karke manag ekiya jata hai isake
bareme ager aapko janakri nahi hai to koi baat nahi ye sabhi janakri aapko is
site per share ki jayegi aa[]ki site time to time monitor honi chaiye.
Ab time to time moniter yaneke aapko dekhna hota hai ki aapki site top pe ja rhai hai ya fir website ki ranking down ho rahi hai mai jo contenet likh raha hu vo sahi hai ya galat ya aap site ko acche leval per kaise le ja sakte hai ise kehate hai moniter karna yaneke agar aap top 10 me hai search engine me to aapko un 120 me se 1 page per content ko update karke lana hota hai use kehte hai time to time moniter karna .

Ye saari jankari
aapko is site me di jayegi abhi sirf aapko bataya gaya hai ki kaise site ko top
me la sakte hai yanake aapko seo ki sari setting on page ,offpage inbound
,outbound ,tag optimization search engine increase karna aise saari seo se
related jankair aapko is site me di jayegi.
I
hope dosto, aapko ye jankari achi lagui ho or kisi ko seo ki jarurat hai
to is site ko share kare or is site ke
bareme batey jisse inki bhi help ho jaye .agli post “offpage seo setting kaise
kare or kaise increase kare search engine ko “isaki full janakri aapko di
jayegi.site per aate rahe share kare subcribr kare ,like kare,share kare,update
pate rahe fir milege agle post me.....
Thanks
for read my tutorial....