Free me internet kaise use kare,how to free internet trick 100% working .
Hii dosto ,aj mai aapke liye ek aisi trick
lekar aya hu ki “free me internet kaise chalaya ja sakta hai bilkul free hai”.ha
dosto ab technology itani aage bad gayi hai ki aap free me bhi nternt chalaa
sakte hai free me internet ka use kar sakte hai ab aapko balance daalne ki koi
jarurat nahi hai mai aj aapko aisi trick ke bareme batauga jisake jariye aap
jitana chahe utana free me hi “internet ka use kar sakte hai .
So dosto aapse ek baat kehana chauga
ki bahut hi hard work karke hum post article aap logo ke liye likhate hai to
aapka bhi farz banata hai ki jo post acchi lage usake bareme ek comment jaroor
kare chahe mai hu ya koi or ho aapko comment ke jariye batana hi padega ki
aapki site bahut achhi hai jisse jo blogger hai vo aapke liye or bhi bahut kuch
kar sake sikaha sake aksar log kya karte hai ki read kar lete hai or website per se
cahale jate hai.
imager mera ye mana hai ki aapki ek comment kisibhi blogger ke andar josh paida karti hai blogging karne wale ko himmat ,takat milati hai ,aapki help milati hai or new blogger khush ho jada hai jisse koi bhi blogger blogging me succsess ho sakta hai so aapko kisike bhi site ke article pasand aye to 1 minut nikale or comment jaroor kare.
imager mera ye mana hai ki aapki ek comment kisibhi blogger ke andar josh paida karti hai blogging karne wale ko himmat ,takat milati hai ,aapki help milati hai or new blogger khush ho jada hai jisse koi bhi blogger blogging me succsess ho sakta hai so aapko kisike bhi site ke article pasand aye to 1 minut nikale or comment jaroor kare.
So chaliye dekhte hai
ki “free me kaise internet use kare”ager
aapko ye trich acchi lage to aap comment me bata sakte hai jisse hame blogging
karne me josh or himmat paida ho.so chaliye step by step dekhte hai.
Requirement: aapko free me net
chalne ke liye kin cheejo ki jarurat hai.
1.
Sabse pahle to
mai aapse kehana chauga ki aapke pass ek anroid mobile hona chaiye jiaske
jariye aap free me internet chala sakoge ager aapke pass anroid mobile phone
nahi hai to aap is apps ke jariye free me internet nahi chala sakte .
2.
Aapke mobile me opera mini apps hona chaiye jisake jariye aap free me
internet chala sakoge .ager aapke mobile me opera mini nahi hai to aap google play store se opera mini ko download kart sakte
hai.jadater company ke or se hi opera mini ata hai jisse aapko download kjarne
ki koi jarurat nahi hoti hai . agar nahi
hai to aapko opera mini ko download karna hi hoga .
Opera mini ki setting
kaise setup kare.
1. sabse
pahle opera mini app ko open kar lijiye .
2. ab
aapko dyan se setting karni hai chahe to aap in photo me dekhkar bhi help le
sakte hai.
3. Opera
mini open karne ke baad aapko ek window milegi jisame aapko kuch bhi nahi karna
hai sirf 3 se 4 setting karna hai .
4. Neeche
aap dekh sakte hai sirf aapko proxy
type karni hoti hai jaha proxy
type box me no proxy bata raha hai vaha aapko use change karna hai
.
5. Proxy ko open karne ke baad aapko host dikahi dega vahaper aapko real host select karna hai .
6. Real host ke baad aapko proxy server likahan hai jo maine photo me
batay hai ya aap yaha dekhkar bhi proxy server type ka sakte hai.
7. Proxy
server number:- 203.115.112.5 ye n.type kare.
8. Ab
ye setting karne ke baad aap niche dekh sakte hai save ki button hai yaha aapko save karna hai .
9. Ab
ye setting setup karne ke baad aapko opera mini ki setting me jana hai jaha
aapko gear ka icon dikhega usper click kare aap photo me dekh sakte hai.
10. Ab
setting per click karne ke
baad aapke saamne ek window open hogi ,yaha sabke
neeche aap advanced per click kijiye.
11. Advanced
per click karne ke baad aapko protocol per click karna hai .
12. Protocol
pe click karne ke baad aapko 2 option mileg jine aapko select karna hai http or socket/http in ndono me se aapko http ko select karna hai
13. Is
tarah aapki setting full save ho chuki hai ab aap internet ka free me maza le
sakte hai aap uper search karke dekh bhi sakte aapka mobile bina internet ka hi
free me net chala raha hoga .
14.
Note: 1. Aapke pass android mobile hona chaiye ,
dusare mobile me ye trick kaam nahi karegi.
2.ye
trick sirf airtel users ke liye hai is trick me dusara sim use karege to kaam
nahi karega ager aap intelligent hai to aap dusre company ke sim me bhi free me
internet use kars akte hai isake bareme bhi aapko bataya jayega.
.
3.is
trick ko 0 balance hone per hi use kare ager aapke mobile me paise hoge to
balance kam bhi ho sakat hai isdliye 0 balance per hi is trick ko use kare.
4.aapke
sim card me 3g mobile activation hona chaiye jisake jariye aap is trick ko use
kar sake ager 3g activate hai to aapke mobile me network dikahai dega agar nahi
hai to samaj lijiye 2g internet activate hai .
I hope /mai asha karta
hu ki aapko ye trick pasand ayi hogi jisake jariye aap free me internet ka use
kar sakte hai,ager aapko ye trick pasand aye to aapke dosto ke sath jaroor
share kare or aap bhi comment ke jariye bataye ki kaise lagi aapko ye jankari aapko
ye small trick /tutorial accha laga ho to website ko subscribe jaroor kare
,like kare
,share kare fir milege a to z company ke sim me kaise free me internet chalaye agle post me batyege.
,share kare fir milege a to z company ke sim me kaise free me internet chalaye agle post me batyege.
Thanks,for read my
article........